LOVE SHAYARI COLLECTION FOR WHATSAPP AND FACEBOOK 2018

jaan Arbaaj

1.Kalam thi hath mai likhna sikhaya aapne,
Takat thi hath mai hosla dilaya aapne,
Manzil thi samne rasta dikhaya aapne,
Hum to sirf dost the, Aashiq banaya aapne.
2.Teri mohabbat se mujhe inkar nahin
Kaun kehta hai jaan mujhe tujhse pyar nahin
Tujhse vaada hai sath nibhane ka
Par mujhe apni saanson pe aitebar nahin.
3.Sukun milta hai jab unse baat hoti hai
Hazar raaton mein wo ek raat hoti hai
Nigah uthakar jab dekhte hain wo meri taraf
Mere liye wohi pal poori kaaynat hoti hai.
4.Us junoon mein ek rahat thi
Jo sirf teri chahat thi
Us chahat mein ek andaaz tha
Jo meri dhadkano ka raaz tha
Us raaz mein ek khushbu thi
Jo meri soch ki justzu thi
Us justzu mein ek hasrat thi
Jo meri khushiyon ki sharaarat thi ( shayari for love )
5.जो कोई समझ न सके वो बात हैं हम,
जो ढल के नयी सुबह लाये वो रात हैं हम,
छोड़ देते हैं लोग रिश्ते बनाकर,
जो कभी न छूटे वो साथ हैं हम।
6.संगमरमर के महल में तेरी ही तस्वीर सजाऊंगा,
मेरे इस दिल में ऐ प्यार तेरे ही ख्वाब सजाऊंगा,
यूँ एक बार आजमा के देख तेरे दिल में बस जाऊंगा,
मैं तो प्यार का हूँ प्यासा जो तेरे आगोश में मर जाऊॅंगा।
7.कभी कोई अपना अनजान हो जाता है,
कभी किसी अनजान से प्यार हो जाता है,
ये जरुरी नही की जो ख़ुशी दे उसी से प्यार हो,
दिल तोड़ने वालो से भी प्यार हो जाता है|
8.Tadap Kar Dekho Kisi Ki Chahat Mein,
Pata Chalega Ke Intzar Kya Hota Hai,
Agar Yunhi Mil Jata Bina Tadpe Koi Kisi Ko,
To Kaise Pata Chalta Ke Pyar Kya Hota Hai..!!

9.Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya,
Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
Aur kisi cheez ki tamanna kyun karu,
Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya.
Us sharaarat mein ek ehsaas tha
Jo hamesha mere paas tha
Us paas mein jo ek araam tha
Woh bus ek tera naam tha…….!!
10.Bhool kar aapko jaayenge kahan
Ek pal bhi zameen par jee paayenge kahan,
Aapse hi muskuraahat hai zindagi mein,
Bin aapke khush reh paayenge kahan. ( Also see:Valentines day status for love)
11.Kabhi to ki hogi suraj ne chaand se mohabbat,
Tabhi to chaand mein daag hai.
Aur mumkin hai chaand ne ki hogi bewafai,
Tabhi to suraj mein itni aag hai.  ( Love shayari in hindi )
12.Mat dekh koi shakhs gunehgar kitna hai,
Ye dekh tere saath wafadar kitna hai,
Ye mat soch use kuchh logon se nafrat hai,
Ye dekh use tujhse “PYAR” kitna hai.
13.Bhoolna tumhein na asaan hoga,
Jo bhule tumhein woh nadan hoga.
Aap to baste ho rooh mein hamari,
Aap hamein na bhule ye apka ehsan hoga.(romantic love shayri #1)
14.Badi muddat se chaha hai tujhe,
Badi duaon se paya hai tujhe,
Tujhe bhulane ki sochu bhi to kaise,
Kismat ki lakeeron se churaya hai tujhe.
15.Ham apne is ikhtiyar ki had sey guzar gaye,
tumhe chaha toh pyar ki had sey guzar gaye,
Ab Jaagi hain dil mei gulaabo ki aarzu,
Jab mausam-e-bahaar ki had sey guzar gaye!
16.Ham ashik pane ko ishk smajhte rahey,
Aur Jo pa bhi liya,
Wo ishk hai hi nahi,
Wo toh ishq-e-hararat hain!
17.Dil me humne tumhaare pyar ki dastaan likhi hain,
Naa thodi naa tamaam likhi hain,
Kabhi humaare liye b dua kar liya karo sanam,
Humney toh har ek saans tumhaare naam likhi hain! ( love shayri in hindi )
18.Mohabbat aankho sey nikley aansuo ko moti bana deti hain,
Mohabbat gahre zakhmo pe b marham laga deti hain,
Jab jeeney ki wajah koi bhi naa bachi hoo,
Tab yeh mohabbat maut ko bhi haseen zindagi bana deti hain!
19.Ishq karna hai toh aise karo kee dhadkan me bas jaaye,
Agar saans b lo toh khushboo uski hi bas aaye,
Pyar ka nasha aankho par kuchh aisa chhaa jaaye,
Ki baat kuchh b naa ho lekin naam sirf ussi ka aaye!
20.Kuch to baat hai tujme jo tujhe yaad krne ko ji chahta hai
Kuch khas hai jo tujhe bahon me bharne ko ji chahta hai,
Hum tere kareeb hai ya nhi ye jante nhi hai magar dilbar
Fir bhi mohabbat mein hadd se guzarne ko ji chahta hain.( Love whatsapp status collection)

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Hello Friends,
Share Your Feeling With Me

Jaan Arbaj

”

About Author Md Jaan Arbaaj

Hello Friends, Mera Naam Md Jaan Arbaaj hai, Aur Maine Jaanarbaj website banai hai, jiske dwara main logo ko inspirational quotes,Motivational quotes,love shayri,status,jokes,Life Change Tips bhejta hun! Read More>>